Tujhe dekha to ye jana sanam lyrics By Kumar Sanu
Tujhe dekha to ye jana sanam lyrics from movie Dilwale Dulhania Le Jayenge. starring Shahrukh Khan, Kajol, Parmeet Sethi. Tujhe Dekha To Yeh Jana Sanam Lyrics are given by Anand Bakshi and this song is sung by Kumar Sanu and Lata Mangeshkar.

- Song : Tujhe Dekha To Yeh Jana Sanam
- Movie : Dilwale Dulhania Le Jayenge (1995)
- Singer : Kumar Sanu, Lata Mangeshkar
- Musician : Jatin, Lalit
- Lyricist : Anand Bakshi
Tujhe dekha to ye jana sanam lyrics
Tujhe dekha toh yeh jana sanam
Pyar hota hai divana sanam
Tujhe dekha toh yeh jana sanam
((tujhe dekha toh yeh jana sanam
Pyar hota hai divana sanam) – (2)
Abb yaha se kaha jaye ham
Teree baho me mar jaye ham) – (2)
Tujhe dekha toh yeh jana sanam
La la la la la……….
La la la la la, la la la
Aankhe meree sapne tere, dil mera yade teree
O mera hai kya (la la la), sab kuchh tera (la la la)
Jan teree sanse teree
Meree aankho me aansu tere aa gaye
Muskurane lage sare gham
Tujhe dekha toh yeh jana sanam
Pyar hota hai divana sanam
Abb yaha se kaha jaye ham
Teree baho me mar jaye ham
Tujhe dekha toh yeh jana sanam
Yeh dil kahee lagta nahee, kya kahu mai kya karu
Ha too samne baithee rahe, mai tujhe dekha karu
Tune aawaj dee, dekh mai aa gayee
Pyar se hai badee kya kasam
(Tujhe dekha toh yeh jana sanam
Pyar hota hai divana sanam) – (2)
Abb yaha se kaha jaye ham
Teree baho me mar jaye ham – (2)
Also check..